Sunday, 19 May 2013
Friday, 17 May 2013
Bollywood Celebrities Birthday
Pankaj Udhas
Pankaj Udhas is an Indian singer, credited in the Indian music industry, along with other musicians like Jagjit Singh and Talat Aziz, with bringing the Ghazal style to the realm of popular music.....!
Born: May 17, 1951 (age 61), Jetpur, Navagadh
Albums: The Best of Pankaj Udhas, Hits Of Pankaj Udhas, Volume 2,Humsafar, One-N-Only Pankaj Udhas, Volume 1, Hasrat
Siblings: Manhar Udhas
Movies: Dil Aashna Hai
Education: Wilson College, Mumbai, St. Xavier's College-Autonomous, Mumbai
|
More Click Here
Tuesday, 14 May 2013
Lyrics
Dilliwaali Girlfriend
Tere liye hi toh signal tod taad ke
Aaya dilliwali girlfriend chhod chhad ke (x2)
O teri ankh da ishaara mujhe fraud lage
Tu toh Majnu aawaara by God lage
O kasme waade khake apni pocket money bacha ke
Aaya tere liye paise waise jod jaad ke..
Ghar waalon ko bhi bye-shye bol baal ke
Aaya dilliwali girlfriend chhod chhad ke
Tere liye hi toh signal tod taad ke
Aaya Dilli wali girlfriend chhod chhad ke
O what a look, what a grace
Tenu hi karan main chase
What a naksh what a nain
Dil tera ho gaya fan
What a smile, what a style...
Kabhi soft, kabhi rude kinna tera attitude
Teri galli mein bhi aana start kar diya
Ik tere naam apna heart kar diya
Karne laga aankh matakka
Ab toh aashiq ban gaya pakka
Aaj abhi maine tera boycott kar diya
Teri saari harqatein main toh note karu
Tujhe thaane mein le jaake main report karu oye
Tu na kar aise fight
Tera mood main karu light
Tujhe scene mein dikha ke golmaal ke
Naam tera hi likhaya maine wedding card pe
Aaya dilliwali girlfriend chhod chhad ke
Chal jhutta.. mere liye signal tod taad ke
Aaya dilliwali girlfriend chhod chhad ke
Ghar waalon ko bhi bye-shye bol baal ke
Aaya dilliwaali girlfriend chhod chhad ke
Tere liye hi toh signal tod taad ke
Aaya dilliwaali girlfriend chhod chhad ke More Lyrics Click Here
Monday, 13 May 2013
Bollywood Movie
Aurangzeb
Thursday, 9 May 2013
Wednesday, 8 May 2013
Latest Lyrics
Sun Raha Hai Na Tu
Apne karam ki kar adaayein
Yaara, Yaaraa... yaara!
Mujhko iraade de
Kasamein de, waade de
Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de
Dil ko thikaane de
Naye bahaane de
Khaabon ki baarishon ko
Mausam ke paimane de
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai naa tu
Ro raha hun main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main (x2)
Manzilein ruswa hain
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye
Itni si iltejaa
Ye meri zamanat hai
Tu meri amaanat hai haan...
Apne karam ki kar adayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai naa tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main
Waqt bhi thehara hai
Kaise kyun ye huaa
Kaash tu aise aaye
Jaise koi duaa
Tu rooh ki raahat hai
Tu meri ibaadat hai
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai naa tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main (x2)
Yaaraa....
More Click Here
Friday, 3 May 2013
Thursday, 2 May 2013
Wednesday, 1 May 2013
Latest Lyrics
Yaaram (
Ek Thi Daayan)
Hum cheez hain bade kaam ki.. yaaram..
Hamein kaam pe rakh lo kabhi.. yaaram..
Hum cheez hain bade kaam ki.. yaaram.
Ho.. suraj se pehle jagaayenge
Aur akhbaar ki sab surkhiyaan
dal denge..
Ho munh khuli jamhaai par
Hum bajaayein chutkiyaan
Dhoop na tumko lage
Khol denge chhatariyaan
Peechhe peechhe din bhar
Ghar daftar mei le kar chalenge hum
Yaaram song lyrics on davinderyadav.in
Tumhaari faayile, tumhaari diary
Gaadi ki chaabhiyan, tumhaari ainakein
Tumhaara laptop, tumhaari cap
Aur apna dil, kanwaara dil
Pyaar mein haara, bechara dil
Aur apna dil, kanwaara dil
Pyaar mein haara, bechara dil…..
Yeh kehna mein kuch risk hai… Yaaram!
Naaraz naa ho, ishq hai… Yaaram!
Ho raat savere, shaam ya
dopehari
Band aankhon me le ke tumhe ungha karenge..hum
Takiye chaadar mehake rehte hain
Jo tum gaye
Tumhari khushboo soongha karenge hum
O.. zulf mein phansi hui khol denge baaliyaan
Kaan khinch jaaye agar
Kha lein meethi gaaliyaan
Chunte chale pairon ke nishaan
Ki unn par aur na
aanv pade
Tumhari dhadkanein, tumhari dil sune
Tumhari saans sune, lagi kampkapi
Naa gajre bune, juhi mogra toh kabhi dil
Humara dil, pyar mein haara bechara dil
Humara dil, humara dil
Pyaar mein haara
Bechara dil...
More Lyrics Click Here
Subscribe to:
Posts (Atom)